Roman script

sari khushiya sath aayi aap jab aaye

mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye

sari khushiya sath aayi aap jab aaye

mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye

ho sari khushiya

tumse milkar aarzu par nikhar aane laga

aane laga tumse milkar

tumse milkar aarzu par nikhar aane laga

ab apni jindagi par hamko pyar aane laga

mil gayi hai aankh to fir dil bhi mil jaye

mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye

ho sari khushiya

jindagi ki dhup me chahat ka saya mil gaya

jindagi ki dhup me

jindagi ki dhup me chahat ka saya mil gaya

jo hai apno se bechara wo paraya mil gaya

aaj chahchal rup mera kyu naa itraaye

mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye

ho sari khushiya

jo kabhi aaye na the aise khyaal aane lage

jo kabhi aaye na the

jo kabhi aaye na the aise khyaal aane lage

raat ke aagosh me ab khwaab lahrane lage

ek najar me hum to ghyaal ho gaye haay

mere dil ki dhadkano ne phul bikhraye

ho sari khushiya

Explore this song