Roman script

sari duniya se hai badkar pyar ka hi naam

pyaar se ji tu bande ho rab ka hai paigaam

gul se ghul gulmohar gulshan ho guljaar

gul se ghul gulmohar gulshan ho guljaar

piya piya kahe jiya ho o

piya piya kahe jiya man gaye manhaar

manva gaye, haye manva gaye haye

manva gaye re

tan ki khushiya man me chupi hai

tan dharpan se dekh man darpan se dekh

tan ki khushiya man me chupi hai

tan dharpan se dekh man darpan se dekh

jag pave to rab pavega

jag pave to rab pavega

man pawan se dekh, man pawan se dekh

man pawan se dekh, man pawan se dekh

uchi bali bol ke ucha bhayo na koi

uchi bali bol ke ucha bhayo na koi

karam kare jo uch koti ke

o karam kare jo uch koti ke

vahi ucha hai, vahi ucha hai

vahi ucha hai, vahi ucha hai

vahi to ucha hai aa aa

pyar hai ishwar pyar hai alla

pyar ka hai sandesh, pyar ka hai sandesh

pyar hai ishwar pyar hai alla

pyar ka hai sandesh, pyar ka hai sandesh

pyar na badale roop yariya

pyar na badale roop yariya

pyar hai bakti desh

manwa nache re manwa nache re

gul se ghul gulmohar gulshan ho guljaar

gul se ghul gulmohar gulshan ho guljaar

piya piya kahe jiya ho o

piya piya kahe jiya man gaye majhaar

manva gaye re, haye manva gaye re

manva gaye re

tanva jhume re tanva jhume re

manva gaye re, haye manva gaye re

manva gaye re

Explore this song