Roman script

sare sahar me charcha aam ho gaya

sare sahar me charcha aam ho gaya

ek ladka ladki ka kaise gulam ho gaya

mai kya batau kaise batau

mai kya batau kaise batau

sare sahare me charcha aam ho gaya

ek ladka ek ladki ka kaise gulam ho gaya

mai ye batau sabko batau

mai ye batau sabko batau

runjhum runjhun karti payal

pahli najar me kar gayi ghayal

kajrari aankho me kajal 

dekha to dil ho gaya pagal

dhire dhire kissa tamam ho gaya

are dhire dhire kissa tamam ho gaya

ek ladka ek ladki ka gulam ho gaya

mai kya batau kaise batau

mai ye batau sabko batau

meri gali se yu hi gujarna har aahat pe

tera darna sirf meri tarife karna

mere liye hi aahe bharna

tera dil tha mere nam ho gaya

tera dil tha mere nam ho gaya

ek ladka ek ladki ka kaise gulam ho gaya

mai ye batau sabko batau

mai ye batau sabko batau

sare shahar me charcha aam ho gaya

ek ladka ladki ka kaise gulam ho gaya

mai kya batau kaise batau

mai ye batau sabko batau

mai ye batau sabko batau

Explore this song