Roman script

sare sapne tu tod gayi dali ko kahi kyu khud hi chhoad gayi

ghar me kuch na bacha teri yaado ke siwa

tu jaha bhi rahe khushaal rhe babul ka dil fir bhi ye kahe

doli ko hamne na kandha diya dulhan bana ke kiya na vida

arma dil ka dil me raha vida ke bina ke tu ho gayi juda

beti to amanat hoti hai ye dunia kyu roti hai

tu jaha bhi rahe khushaal rhe babul ka dil fir bhi ye kahe

pet thi to satati rahi nanhe paav thokar lagati rahi

sine se jab bhi lagaya tujhe tune chhote hatho se mara mujhe

thukara ke ham to chal diye aise jaa tan ko chhoad jaye aise

sare sapne tu tod gayi dali ko kahi kyu khud hi chhoad gayi

ghar me kuch na bacha teri yaado ke siwa

tu jaha bhi rahe khushaal rhe babul ka dil fir bhi ye kahe

Explore this song