Roman script

sare mehfil mera imaan beyiman ho gaya yaro 

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

mera katil mere ghar me mera mehman ho gaya 

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

wahi hoga jo manzure kuda hoga kuda hoga

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

zamee par panv mat rakhna kahi maila na ho jaye

na jana chandni me ye badan maila na ho jaye

zamee par panv mat rakhna kahi maila na ho jaye

na jana chandni me ye badan maila na ho jaye

kudaya bhej de jannat se tu apni baharo ko

sajaade aasman tu rah men inki sitaro ko

shariq-e-jindagi hona tera ehsan ho gaya

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

wahi hoga jo manzure kuda hoga kuda hoga

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

nahi the ham kisi kabil jagah de di hame dil me

kare ham shukriya kaise ki rakh li laaj mehfil me

na phulo ki tamanna hai na chahat hai sitaro ki

tumhare pyar ke aage jarurat kya baharo ki

tumhari baho me rehna mera arman ho gaya

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

wahi hoga jo manzure kuda hoga kuda hoga

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

zamee ki tum nahi lagti kaha se aayi ho bolo

meri jaa husn pariyo sa kaha se laayi ho bolo

zamee ki tum nahi lagti kaha se aayi ho bolo

meri jaa husn pariyo sa kaha se laayi ho bolo

khuda ne khud banaya hai hame to aapki khaatir

gazal mujhko banaya hai banakar aapko shayar

milan par janeman apne khuda hairan ho gaya 

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

sare mehfil mera imaan beyiman ho gaya yaro 

ho ab kya hoga yaro ab kya hoga

Explore this song