Roman script

sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai 

sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab aaya hai 

sare chirag gul kar do

maine aaj ek jalwa lajawab dekha  hai

maine aaj ek jalwa lajawab dekha  hai

pehli bar ankho ne ye shaba dekha hai

ye raaz ye fasana ye saaz 

ye tarana na jan le zamana

meri jaan ye raaz ye fasana ye saaz

ye tarana na jan le zamana meri ja

sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab 

aaya hai sare chirag gul kar do

hoshiyar diwano beadab na ho jana

hoshiyar diwano beadab na ho jana

husn dekho jaag utha hai tum kahi na so jana

ye raaz ye fasana ye saaz 

ye tarana na jan le zamana

meri jaan ye raaz ye fasana ye saaz

ye tarana na jan le zamana meri ja

sare chirag gul kar do aftab aaya hai benakab 

aaya hai sare chirag gul kar do

aftab aaya hai benakab 

aaya hai sare chirag gul kar do

Explore this song