Roman script

kya huwa ye ise kya huwa, are dosto ise kya huwa 

kya hua ise kya huwa, dosto ise kya huwa 

iska to baj gaya baja 

ye kya huwa, ye kya huwa, are bhai kya huwa 

sardi khasi naa malariya huwa

sardi khasi naa malariya huwa

ye gaya yaaro isko love love love laveriya huwa 

laveriya huwa, laveriya huwa 

sardi khasi naa malariya huwa

main gaya yaaro mujhko laveriya huwa 

laveriya huwa, laveriya huwa 

uske muhalle me jakar dhundo dil mera kho gaya

katati nahi ab to raate haay jane kya mujhko ho gaya

jagu soya soya rahu khoya khoya

jagu soya soya rahu khoya khoya

kaam karti dawa naa dua 

laveriya huwa, laveriya huwa, laveriya huwa 

ha sardi khasi naa malariya huwa

main gaya yaaro mujhko laveriya huwa 

laveriya huwa, laveriya huwa 

uthne lagi mere bhi dil me ab to jane kaisi umange 

pagli kahe koi mujhko deewani kaisi hai ye tarange 

kabhi tare ginu kabhi sapne bunu 

kabhi tare ginu kabhi sapne bunu 

ab to is dil ka malik bula 

laveriya huwa, laveriya huwa, laveriya huwa 

ha sardi khasi naa malariya huwa

main gaya yaaro mujhko laveriya huwa 

laveriya huwa, laveriya huwa 

doctor paresha hai sare jhak hakimo ne maari

badhti hi jati hai har din kaisi hai ye bimari

marj jata nahi chain aata nahi 

marj jata nahi chain aata nahi 

kaam karati dawa naa dua

laveriya huwa, laveriya huwa, laveriya huwa

ha sardi khasi naa malariya huwa

main gaya yaaro mujhko laveriya huwa 

laveriya huwa, laveriya huwa 

love love love laveriya huwa 

ae love love love laveriya huwa 

ae love love love laveriya huwa 

ha love love love laveriya huwa 

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song