Roman script

sarara sarara sarara sarara zindagi nikal chali

sarara haathon se fisal chali sarara

hey behla ke chalti woh, phusla ke chalti wo

kanya karari si itra ke chalti woh

kuch dekhe chalti wo sab leke chalti wo

hai dum toh rok usse balkha ke chaldi wo

mara mara mara girta na har tu toh mara mara

ary sarara zindagi nikal chali sarara

khwabon ki chuoonar hai, yadon ki payal hai

zindagi husn tera hum tere kayal hain

aaja na reham tera humpe barsa ja

sarara sarara aaja na jhalak teri humko dikhlaja

teri rahon mein bhichh jaaye bas tere nagme kayi

aaja na aaja na aaja aaja aa

tumpe apna bhi haqq hai, apna haqq leke jaye

behla ke chalti wo, phusla ke chalti wo

kanya karari si, balkha ke chalti wo

sarara, zindagi nikal chali

sarara hathon se fisal chali sarara

hey hum chalte hum rukte, sab teri hi marzi hai

jeenay ki chahat ho, kehde kyun khudgarzi hai

aaja na noor tera humpe barsa ja sarara sarara 

tu koi noor nahin, thodi narmi toh la

tu agar zid pe atki hai hum bhi na gabhraye

aaja na aaja na aaja aaja aa chori karna bhi ik fun hai

apna fun na aazmaye kuch deke chalti woh sab leke chalti wo

hai dum toh rok usse, balkhaake chalti woh

sarara hathon se fisal chali sarara

khwaabon ki choonar hai, yadon ki payal hai

zindagi husn tera hum tere kayal hain

aaja na reham tera humpe barsa ja

sarara sarara aaja na jhalak teri humko dikhlaja

teri raahon mein bhich jaaye bas tere nagme kayi

aaja na aaja na aaja aaja aa

tumpe apna bhi haq hai, apna haq leke jaaye

kuch deke chalti wo sab leke chalti wo

hai dum toh rok usse balkhaake chalti wo

sarara zindagi nikal chali

sarara hathon se fisal chali sararara

sarara sarara

Explore this song