Roman script

sarkti jaaye hain rukh se, naqaab aahista aahista 
niklata aa raha hain aaftaab, aahista aahista 

javaan hone lage jab wo to, hamse kar liya parda 
javaan honelge jab wo to, hamse kar liya parda
hyaa yaklagd aayi aur shabaav aahista aahista 
hyaa yaklagd aayi aur shabaav aahista aahista 
niklata aa raha hain aaftaab, aahista aahista 
sarkti jaaye hain rukh se, naqaab aahista aahista 
wo bedardi se sar kaate amir, aur main kahu unse 

huzur aahista aahista zanaab aahista aahista 
huzur aahista aahista zanaab aahista aahista 
niklata aa raha hain aaftaab, aahista aahista 
sarkti jaaye hain rukh se, naqaab aahista aahista

Song details

Song video

Watch on YouTube