Roman script

sara pyar tumhara maine, bandh liya hai aanchal me

tere naye rup ki nayi ada, hum dekha karenge pal pal me

dekh ke teri surat, mit jati hai ek hi pal me 

jiwan ki har thakan 

sapno ki tum murat tumko pakar, safal huwa hai mera ye jiwan

sapno ki tum murat

chamaki meri kismat ki rekha, in naino ke kajal me

sara pyar tumhara maine, bandh liya hai aanchal me

hum aur pas aayenge, hume aur pas koyi layega

duniya ko najar ayenge hum, jab jab wo musakayega

aayi aisi bela, ek pal ko bhi 

mujhe akela chhod  na dena tum, aayi aisi bela

pas hi rehna kho mat jana, duniya ke halachal me

sara pyar tumhara maine, bandh liya hai aanchal me

tere naye rup ki nayi ada, hum dekha karenge pal pal me

Explore this song