Roman script

sara din sari raat teri yaad sataye

sara jag ye so jaye mujhe nind, nind na aaye

sara din sari raat teri yaad sataye

sara jag ye so jaye mujhe nind, nind na aaye

sara din sari raat teri yaad sataye

la l l la l l la l la

yaad ne teri bahut rulaya

ik pal mujhko chain na aaya

baithe baithe kaahe sajna 

maine prem ka rog lagaya

tere bina rah na saku

dil ki ye baat kah na saku

tujhe bhulu na bhulaye

mujhe nind, nind na aaye

sara din sari raat teri yaad sataye

sara jag ye so jaye mujhe nind, nind na aaye

sara din sari raat teri yaad sataye

yaad aayi jab pyar ki raate

wo sawan aur wo barsate

bhor bhaye tak maine saajan

ki teri tasveer se baate

tere liye mere piya

tarse najar tadpe najar

mujhe kuch bhi na bhaye

mujhe nind, nind na aaye

sara din sari raat teri yaad sataye

sara jag ye so jaye mujhe nind, nind na aaye

sara din sari raat teri yaad sataye

Explore this song