Roman script

sara din bas bas duty duty
sara din bas bas duty duty duty rehti naam ki
saiya teri naukri haaye mere kis kaam ki 
sara din bas bas duty duty duty rehti naam ki
saiya teri naukri haaye mere kis kaam ki 
sara din bas duty duty 
pyaar bhare geeto ke mukhde ban gaye dil ke tukde 
pyaar bhare geeto ke mukhde ban gaye dil ke tukde 
kisko fursat dekhe mere toote dil ke tukade 
pyaar kiya ya kari gulaami pyaar kiya ya kari gulaami
mene subah sham ki saiya teri naukri hay mere kis kaam ki 
sara din bas duty duty 
ek to mere dil mein reh gayi mere dil ki baatein 
ek to mere dil mein reh gayi mere dil ki baatein 
duje meri jaan jala ve ye sawan ki rate
us par toba ye angdayi us par toba ye angdayi 
haay duhayi ram ki saiya teri naukri hay mere kis kaam ki
sara din bas duty duty 
ji chahe ye sharmo haya ka ghungat aaj utha du
ji chahe ye sharmo haya ka ghungat aaj utha du
pyas bujha lu apni tere dil mein aag laga du
aa hoto se mujhe laga le aa hoto se mujhe laga le
main hu masti jaam ki
saiya teri naukri haaye mere kis kaam ki 
sara din bas bas duty duty duty rehti naam ki
saiya teri naukri haaye mere kis kaam ki

Song details

Song video

Watch on YouTube