Roman script

sar pe kadamb ki chaiyaa muraliya baaj rahi

mori laaj rahi

sar pe kadamb ki chaiyaa muraliya baaj rahi

mori laaj rahi

raadha bhi nache, kanhaiya bhi nache

raadha bhi nache, kanhaiya bhi nache

mai bhi nachun nachaiya bhi nache

mai bhi nachun nachaiya bhi nache

ankhiya bal bal saiyaa

muraliya baaj rahi mori laaj rahi

ankhiya bal bal saiyaa

muraliya baaj rahi mori laaj rahi

sar pe kadamb ki chaiyaa muraliya baaj rahi

mori laaj rahi

sar pe kadamb ki chaiyaa muraliya baaj rahi

mori laaj rahi

baadiye ka dhum machaai

baadiye ka dhum machaai

har naari gopi ban aai

har naari gopi ban aai

murlidhar bane saiyaa

muraliya baaj rahi mori laaj rahi

murlidhar bane saiyaa

muraliya baaj rahi mori laaj rahi

sar pe kadamb ki chaiyaa muraliya baaj rahi

mori laaj rahi

sar pe kadamb ki chaiyaa muraliya baaj rahi

mori laaj rahi

Explore this song