Roman script

ho sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

is dil me humne preet tumhari paali hai

o balle balle

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

ithlati ho balkhati main to

jhilmil karti aau

ithlati balkhati main to

jhilmil karti aau

dil ka khazana ek najar me

lut ke main le aau

dekho aaj hawa kitni matwali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

chhod shama ko mere rukh par

marte hai parwane

chhod shama ko mere rukh par

marte hai parwane

baag me ja phuncho to

bhanware ho jaye diwane

maine hi bulbul ki nind chura li hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

hontho pe muskan liye jab 

mehfil me lahrai 

hontho pe muskan liye jab 

mehfil me lahrai 

kitne hi dil tadap ke bole

haye kayamat aayi 

kitno hi ne darkar aankh jhuka li hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

is dil me humne preet tumhari paali hai

o balle balle

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

sar pe chunariya kaali motiyo wali hai

Explore this song