Roman script

sar par topi laal hath me resham ka rumal 
ho tera kya kahna
sar par topi laal hath me resham ka rumal 
ho tera kya kahna
oye gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal 
ho tera kya kahna
oye gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal 
ho tera kya kahna
o mera dil o jaan-e-jaa chura ke chali kaha 
nashe me bhari bhari
mera dil o jaan-e-jaa chura ke chali kaha 
nashe me bhari bhari
o churau mai dil tera, jigar bhi nahi mera
umar bhi nahi meri
churau mai dil tera, jigar bhi nahi mera
umar bhi nahi meri
oye behki-behki chal chal haye
lachke jaise daal ho tera kya kahna
behki-behki chal chal haye
lachke jaise daal ho tera kya kahna
sar par topi laal hath me resham ka rumal 
ho tera kya kahna
o ye kyo dil pe hath hai
vo kya aisi baat hai, hume bhi bataiye
ye kyo dil pe hath hai
vo kya aisi baat hai, hume bhi bataiye
o bhala itni dur se kahu kya hujur se 
mere pas aaiye
bhala itni dur se kahu kya hujur se 
mere pas aaiye
ho ho ke behal balma ye satrangi chal
ho tera kya kahna
ho ho ke behal balma ye satrangi chal
ho tera kya kahna
oye gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal 
ho tera kya kahna
o tamana thi kam se kam 
koi phul banke hum teri zulf chumte
tamana thi kam se kam 
koi phul banke hum teri zulf chumte
o rahi aarzu sanam 
tera rup leke hum sharabi se jhumte
rahi aarzu sanam 
tera rup leke hum sharabi se jhumte
oye behki-behki chal chal haye 
lachke jaise daal ho tera kya kahna
behki-behki chal chal haye 
lachke jaise daal ho tera kya kahna
sar par topi laal hath me resham ka rumal 
ho tera kya kahna
gore-gore gaal gaal pe uljhe uljhe baal 
ho tera kya kahna

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi

actor: Shammi Kapoor, Ameeta