Roman script

alla hu akbar

dil mera kaba, dil mera kaba

dil mera kaba, alla dil mera kaba

dil mera kaba, alla dil mera kaba

dil mera kaba ruh meri jannat

jare jare me hai teri kudrat

dil mera kaba ruh meri jannat

jare jare me hai teri kudrat

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

aisi kya bandagi, aisi kya bandagi

o aisa sajda bhi kya

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

risto me banta hua hai, lafjo me fasa hua hai

risto me banta hua hai, lafjo me fasa hua hai

risto me banta hua hai, lafjo me fasa hua hai

peene ke liye mara hai, khali hai magar bhara hai

khali hai magar bhara hai

mai to kafir hu, kya bhala kya bura

mai to kafir hu, kya bhala kya bura

aisi kya bandagi, aisi kya bandagi

o aisa sajda bhi kya

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

dil mera kaba ruh meri jannat

jare jare me hai teri kudrat

pardo me chupa hua hai, khud pe hi lada hua hai

pardo me chupa hua hai, khud pe hi lada hua hai

pardo me chupa hua hai, khud pe hi lada hua hai

aadat se bada hua hai, chehre pe likha hua hai

chehre pe likha hua hai

mai to jahil hu, kya padha kya likha

mai to jahil hu, kya padha kya likha

aisi kya bandagi, aisi kya bandagi

o aisa sajda bhi kya

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

sar jhuka to diya dil kabhi na jhuka

dil mera kaba, dil mera kaba

dil mera kaba, dil mera kaba

Explore this song