Roman script
sapno ka tu raja jiwan me tu aaja tera didar mila mujhko sansar mila maine gagan chhu liya sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho dil ne pahne tere gahne tanhayi ban gayi sahnayi mere dil ki tu hai dhadkan jine ke armma tu le aayi mil ke tujhe sapna lage ye mera jiwan mujhe sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho sapno ka tu raja jiwan me tu aaja mere ho tm bhuli har gum aate hi teri mai panaho me rahti hai jyo phul par sabnam rakhunga yu tujhko baho me aasao ki kaliya khili pal pal mujhe khusiya mili sapno ki tu rani jan meri tu jani tera jo pyar mila dil ko karar mila maine tujhe pa liya ho ho sapno ka tu raja jiwan me tu aaja tera didar mila mujhko sansar mila maine gagan chhu liya ho ho
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mohammed Aziz
- Film / album: Wafadaar (1985)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Indeevar
- Actor: Rajinikanth
- Actor: Padmini Kolhapure
- Actor: Kader Khan
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Vijeyta Pandit
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Asha Lata
- Actor: Shakti Kapoor
- Actor: Paintal
- Actor: Asrani
- Actor: Sushma Seth
- Actor: Renu Joshi
- Actor: Nirmala
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Viju Khote
- Actor: Bhushan Tiwari
- Actor: Prem Kumar
- Actor: Shakeel
- Actor: Jamshed
- Actor: Vijay Kumar
- Actor: Amrish Puri
Song video
singer: Asha Bhosle, Mohammed Aziz