Roman script

sapne me aake lut gaya, sapne me aake lut gaya

hay kya kya mera tut gaya, aanchal mera khinch liya

kas ke baho me mujhe bhich liya

kya kya mera tut gaya, sapne me aake lut gaya

aanchal mera khinch liya

kas ke baho me mujhe bhich liya

kya kya mera tut gaya, sapne me aake lut gaya

chori uspe sina jori kuch aisa mera haal kiya

mai sari baat kahu kaise usne jo kiya kamal kiya

shisha dekh ke sharmau mai, apne aapse ghabrau

aanchal mera khinch liya

kas ke baho me mujhe bhich liya

kya kya mera tut gaya, sapne me aake lut gaya

meri nind khul gayi jaldi kyu afsos to bas is baat ka hai

phir aaj bulaungi sapne me ye kissa pichhli raat ka hai

ab kis baat ka rona hai ji ye to ik din hona hai ji

aanchal mera khinch liya

kas ke baho me mujhe bhich liya

kya kya mera tut gaya, sapne me aake lut gaya

aanchal mera khinch liya

kas ke baho me mujhe bhich liya

kya kya mera tut gaya, sapne me aake lut gaya

Explore this song