Roman script

sapna hai sach hai jadu hai ye jane kya hai

behta samay ek pal to yahi tham gaya hai

lagta hai tha likha tu hai mere liye

aur mujhe bhi tere hona hi tha

kitne din ke mantar se

jeena har pal tha dubar sa

kal jeevan tha soona soona

sukh ka baddal abb hai barsa

jaise panchi ambar paye jaise nadiya sagar paye

aise maine tumko paya jaise radha girdhar paye

lagta hai tha likha tu hai mere liye

aur mujhe bhi tere hona hi tha

jagi asha kab thi soyi tum ho main hu aur an koyi

door ahin pan apna ho ghar sochu main ye khoyi khoyi

kehne ko joh mera man hai ab wo tera singhasan hai

tera pehra in saanso par teri jogan ye dhadkan hai

lagta hai tha likha tu hai mere liye

aur mujhe bhi tere hona hi tha

Explore this song