Roman script

saiya sautnaiya ke ghar gaye

o mora ji se utar gaye

saiya sautnaiya ke ghar gaye

o mora ji se utar gaye

karke wada haye

karke wada mukur gaye

o mora ji se utar gaye

saiya sautnaiya ke ghar gaye

haye mora ji se utar gaye

saiya

pahle apne paas bulaye

hans hans ke humko fuslaye

pahle apne paas bulaye

hans hans ke humko fuslaye

ratiyan humre sang bitaye

ratiyan humre sang bitaye

ratiyan bitaye ke kidhar gaye

haye mora ji se utar gaye

saiya sautnaiya ke ghar gaye

o mora ji se utar gaye

saiya

ho gayi suni mori sejriya

dhundne pi ko gayi main bajriya

ho gayi suni mori sejriya

dhundne pi ko gayi main bajriya

gayi main bajriya

raah me mil gaye banke sawariyan

raah me mil gaye banke sawariyan

pher ke najriya gujar gaye

haye mora ji se utar gaye

saiya sautnaiya ke ghar gaye

o mora ji se utar gaye

saiya

duniya ko hum kya samjhaye

haal jiya ka kaise sunaye

duniya ko hum kya samjhaye

haal jiya ka kaise sunaye kaise sunaye

bedardi ko kaise bataye

bedardi ko kaise bataye

karna na tha jo so kar gaye

mora ji se utar gaye

saiya sautnaiya ke ghar gaye

o mora ji se utar gaye

karke wada ha

karke wada mukur gaye

haye mora ji se utar gaye

saiya sautnaiya ke ghar gaye

o mora ji se utar gaye

saiya

Explore this song