Roman script

saanso me chandan sa 

aankho me kajal sa

hotho pe geeto sa 

paanvo me payal sa

sapna mera sapna

pyara sapna sundar sapna

chhalka jo ghadta tha pyar se

bechain firti thi kispe lutau

ik raja rani ki chahat anokhi thi

kisko kahani sunau

ik sukh ko tarsi thi 

aanchal ko kore laga de koi daag 

sapna mera sapna

pyara sapna mitha sapna

jo kal aankho me tha aaj baaho me hai

mera sapna pyara sapna 

mitha sapna mera sapna

Explore this song