Roman script

sanso ka kya hai pata, sanso ka kya hai pata  

sanso ke bin ji lenge ham

teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham

mud kar kise dekhna hai chhuta hai saya kaha

ham sath hai dhundh lenge kuchh roshni ke nishan

jan gaye jine ki ham yeh ada 

sanso ka kya hai pata, sanso ka kya hai pata

sanso ke bin ji lenge ham

teri dhadakn ki dhun jo sun lenge ham

sanso ka kya hai pata, sanso ka kya hai pata

abb kya shikayat kare ham kisko kahe bewafa

apne liye jindagi toh khud hai koyi haadsa

dekhenge abb aage hota hai kya

sanso ka kya hai pata, sanso ka kya hai pata  

sanso ke bin ji lenge ham

teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham

sanso ka kya hai pata, sanso ka kya hai pata 

sanso ke bin ji lenge ham

teri dhadkan ki dhun jo sun lenge ham

sanso ka kya hai pata, sanso ka kya hai pata

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song