Roman script
sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha hai prit jaha manmit vaha, manmit jaha sangit vaha sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha hai prit jaha manmit vaha, manmit jaha sangit vaha sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha chham chham chham chham paayal bole kaano me sargam ras ghole ku ku koyal gaaye duniya ko sangit sunaaye duniya ko sangit sunaaye sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha hai prit jaha manmit vaha, manmit jaha sangit vaha sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha gun gun bhavra gaata jaaye phulo ke man ko bharamaaye run jhun run jhun chalti hawaye sadiyo se koyi saaj bajaaye sadiyo se koyi saaj bajaaye sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha hai prit jaha manmit vaha, manmit jaha sangit vaha sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha rim jhim rim jhim baadal barse git jhare nile ambar se rim jhim rim jhim baadal barse git jhare nile ambar se chhal chhal chhal chhal behta jaaye saagar prem sudha ki chhalke gaagar, prem sudha ki chhalke gaagar sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha hai prit jaha manmit vaha, manmit jaha sangit vaha sangit jaha hai git vaha, hai git jaha hai prit vaha hai prit jaha manmit vaha, manmit jaha sangit vaha
Song details
- Singer: Pankaj Udhas
- Singer: Anuradha Paudwal
- Film / album: Sangeet (1992)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Santosh Anand
- Actor: Jackie Shroff
- Actor: Madhuri Dixit
- Actor: Parikshat Sahni
- Actor: Shafi Inamdaar
- Actor: Aruna Irani
- Actor: Asha Sharma
- Actor: Nitish Bharadwaj
singer: Pankaj Udhas, Anuradha Paudwal
actor: Madhuri Dixit, Jackie Shroff, Aruna Irani, Shafi, Asha Sharma, Nitish, Anjan Shrivastava