Roman script

pyar kahte hai jise wo aasmano me nahi

in jhopdo ki jindagi unche makano me nahi

sang dil ban gaya bewafa ho gaya

haye re balma tujhko kya ho gaya

sangdil ban gaya

bhul jate hai bankar bade aadmi

dil ke hote hai pathar bade aadmi

aaj sachmuch kisi ka kaha ho gaya

sangdil ban gaya bewafa ho gaya

haye re balma tujhko kya ho gaya

sangdil ban gaya

aaj in aansuo ka asar bhi nahi

meri halat pe jhuthi najar bhi nahi

peeth firte hi tu dusra ho gaya

sangdil ban gaya bewafa ho gaya

haye re balma tujhko kya ho gaya

sangdil ban gaya

Explore this song