Roman script

dharti thoda ri hum laye mitha murari har laye 

re kurja desh ka git suna de 

re kurja desh ka git suna de 

kesariya balma padharo mharo desh

watno se aayi hai hawa sandesa aaya sajan ka 

dil ko na jane huwa sandesa laaya sajan ka

kitni hasin hai ye fizaye kitna hasin hai din aaj ka

watno se aayi hai hawa sandesa aaya sajan ka 

dil ko na jane huwa kya sandesa layi sajan ka

jab bhi kabhi dil gaye koi saloniya gaye

aaye haye ji jalaye koi sar se dupatta uda jaye

koi kaise mujhe bulaye ab ghar aa ja pardesiya

ud jaau pakha laga sadesa aaya sajan ka

ud jaau pakha laga sadesa aaya sajan ka

lamhe wo pyare pyare ik sath jo gujare

ye sitare wo nazare meri aankho mein sapne tumhare

jaag uthi hai kuch yade jiya bhar aaya mere sathiya

dil se uthi hai ye sada sandesa aaya sajan ka

dil ko na jane huwa kya sandesa laya sajan ka

watno se aayi hai hawa sandesa laya sajan ka

Explore this song