Roman script

sanan sanan ye purwa pawan dil mera dhadkae re 

sanan sanan ye purwa pawan dil mera dhadkae re 

sanan sanan ye purwa pawan dil mera dhadkae re 

tez hawa ke jhonke se tez hawa ke jhonke se

chunri sarak mora jaye ri 

hay hay re bada tadpaye re 

hay hay re bada tadpaye re 

kuch na kahe ham kuch na sune ham 

masti me apni khoye rahe ham 

ho kuch na kahe ham kuch na sune ham 

masti me apni khoye rahe ham 

baali umariya me patli kamariya 

baali umariya me patli kamariya 

rahi rahi ke balkhaaye re 

tez hawa ke jhonke se

chunri sarak mora jaye ri 

hay hay re bada tadpaye re 

hay hay re bada tadpaye re 

dahiya pe jab jab tapke hai pani 

phulo ke jaisi mahke jawani 

o dahiya pe jab jab tapke hai pani 

phulo ke jaisi mahke jawani 

rut mastani barkha ka pani 

rut mastani barkha ka pani 

tan me aag lagaye re 

tez hawa ke jhonke se

chunri sarak mora jaye ri 

hay hay re bada tadpaye re 

hay hay re bada tadpaye re 

sanan sanan ye purwa pawan dil mera dhadkae re 

tez hawa ke jhonke se tez hawa ke jhonke se

chunri sarak mora jaye ri 

hay hay re bada tadpaye re 

hay hay re bada tadpaye re 

hay hay re bada tadpaye re 

hay hay re bada tadpaye re

Explore this song