Roman script

ae bhai bhai bahut khush lag raha hai bhai baat kya hai

ae bhai hua kya ae bhai hua kya ae bhai bol na yar hua kya

card chhapva le ae bhai hua kya suit silwa le samjho ho hi gaya

bola na samjho ho hi gaya samjho ho hi gaya samjho ho hi gaya 

ae bhai reverse me kahe ko story sunaye starting se sunao na

bhabhi ko ghumane ke liye kidhar le ke gaya 

arey kidhar mat puch yeh poch kisme le ke gaya kisme

kisme bhai arey kissing car me

yar ae bhai sidecar suna kalakar suna

bekar suna dakar bhi suna yeh kissing car kya hota hai 

arey jisme kiss karte hai yar apun ko mil gai ek kissing yar 

back seat pe ji bhar ke kiya pyar

bhai driver ne mirror me dekha rahega kaise manage kiya

arey driver ko maine sau ka note dikhaya

usako susu karne ka idea tab aya

arey bhai tu toh genious hai phir kya hua

kabhi chumati idhar kabhi chumati udhar

arey boli mere munna itne sal the kidhar aisa ho gaya bhai

arey samjho ho hi gaya samjho ho hi gaya 

arey samjho ho hi gaya samjho ho hi gaya

uske bad kissing car kaha muda bhai picture, nahi re

chinese hakka noodles nahi re circus circus

circus kahe ku aery circus me sher hain na yar toh

ringmaster ko ek sau ka note dikhaya

usne jor se phir hunter ghumaya hunter hunter se kya hua

sher ne kiya roar woh lapki meri aur

phir sher ko mai bola ae mamu once more

arey bhai sher ko mamu bol dala phir kya hua

dar ke usne mujhko gale lagaya

kya batau circuit arey kitna maja aya

arey samjho ho hi gaya samjho ho hi gaya 

arey samjho ho hi gaya samjho ho hi gaya

circuit samjho ho hi gaya arey samjho ho hi gaya

samjho ho hi gaya

Explore this song