Roman script

samjha kya hai duniyadana 

yaha pe aake har ek apni 

yaha pe aake har ek apni 

nirali duniya bana raha hai 

nirali duniya bana raha hai 

diwana dana jamana kya kya 

diwana dana jamana kya kya 

hume tamasha dikha raha hai 

hume tamasha dikha raha hai 

kisi ki chup walwala kisi ki 

chhuri kiai ki gala kisi ka 

kisi ki chup walwala kisi ki 

chhuri kisi ki gala kisi ka 

bura kisi ka bhala kisi ka 

bura kisi ka bhala kisi ka 

dharm yahi kya sikha raha hai 

dharm yahi kya sikha raha hai 

sitam ka sahana sitam ka sahna 

har ek takat badega dil aur badegi himmat 

sitam ka sahana sitam ka sahna 

har ek takat badega dil aur badegi himmat 

haye ye bhi ek jindagi ki dault hai 

haye ye bhi ek jindagi ki dault hai 

suno ye aaj suna raha hai 

suno ye aaj suna raha hai

Explore this song