Roman script

husn aur jawani ke khaab dekhne lo

ye sochlo jara ye bhi khaab kahk hote hai

apni apni kismat hai

apni apni himmat hai

har kisi ke daman me kab gulab hote hai

sambhal kar hasino se

sambhal kar hasino se

sambhal kar hasino se

ha sambhal kar hasino se aankhe ladana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

kahi luthe luthe lut na jana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

kahi luthe luthe lut na jana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

dil hume dene se inkaar nahi hai sahib sahib

dil hume dene se inkaar nahi hai sahib sahib

raaste me koi diwar nahi hai sahib

jis taraf dekhiye lalchai hui najre

ek bhi aankh me to pyar nahi hai sahib

to hum bhi hai waise 

to hum bhi hai waise waise

to hum bhi hai waise 

to hum bhi hai waise hai jaisa jamana

kahi luthe luthe lut na jana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

jaan dene ki tamana hai humare dil me aaha

jaan dene ki tamana hai humare dil me

bas yahi soch ke hum aaye hai is mehfil me

jaan dene ki tamana hai humare dil me

ye hai dil ye hai jigar

aur ye sar haazir hai

dekhna ye hai ki hai jor kisi katil me

banalo nahi to banalo nahi to

nahi to nahi to banalo nahi to

banalo nahi to banoge nishana

kahi luthe luthe lut na jana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

zindagi kya hai ek chalawa hai

har ghadi maut ka bulawa hai

pine walo se maut darti hai

rashta chod kar gujarti hai

rokle gardishe zamane ki 

ye hai khuni sharabkhane ki

aaj mat rokiyega pine se

dushmani kijiye na jine se

sharbati aankho se wo chiz pilade saki

loriya deke jo mehfil ko sulade saki

tu na tarsa surahi se gale mil sahib

apni kismat ka andhere me kamal khilta hai

chalo kar de khali ha chalo kar de khali khali

chalo kar de khali ha

chalo kar de khali kisi ka khazana

chalo kar de khali kisi ka khazana

kahi luthe luthe lut na jana

sambhal kar hasino se aankhe ladana

Explore this song