Roman script

samay to chalta aage ke kauwa moti chabe

ke hans akela bhage kyu bhala

jo bhi the tilak ke dhari

aaj wo chale hai bhari pav ko badha

kya hua haye samay to chalta aage

ke kauwa moti chabe

ke hans akela bhage kyu bhala

aankh me to aag bhari hai aisa kuch hua hai

kar sake magar kuch nahi ye jo wachan diya hai

haye re haye re choda re choda re

kya ise karam bole ya ret ya gadam bole ya

bole kya bhala kya bhala samay to chalta aage

ke kauwa moti chabe

ke hans akela bhage kyu bhala

jo bhi the narak ke bhagi swarg wo chale hai

wo to bole kalyug hai ji hum to chup khade hai

haye re haye re choda re choda re

jane kaisi saaj hui hai laaj haye haaj hui hai

dekh to bhala kyu bhala are kya bhul hui hai

sharam sab dhul hui hai

bharam sab gaur se puche to bata

kya ise karam bole ya ret ya gadam bole ya

bole kya bhala kya bhala samay to chalta aage

ke kauwa moti chabe

ke hans akela bhage kyu bhala

Explore this song