Roman script

na dwesh rahe na raag rahe 

na dwesh rahe na raag rahe 

hum sabka pyar pa le 

aao sansaar me 

sammanit jivan ji le 

sammanit jivan ji le 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

han safal hai karna waqt hume 

jivan me drhta laaye 

prem saras ras barsaye 

wrashti me divyta laaye divyta laye 

man me rakhe hum samabha 

jan jan ka aadar kar le 

aao sansaar me

sammanit jivan ji le 

sammanit jivan ji le 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

hum jagenge tab nai nai si 

aashaye jag jayengi 

jivan khushhaal banega 

ye zindgi muskayegi  

muskayegi  

hum karm yogi bankar ke 

parivartan jivan kar le 

aao sansaar me

sammanit jivan ji le 

sammanit jivan ji le 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

na dwesh rahe na raag rahe 

na dwesh rahe na raag rahe 

hum sabka pyar pa le 

aao sansaar me 

sammanit jivan ji le 

sammanit jivan ji le 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar 

samay ki pukar hai 

samay ki pukar

Explore this song