Roman script

samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
ek ujla ek kala par failaaye
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
aaha
jabse aaye din sawan ke
dharti jhume dulhan banke
jabse aaye din sawan ke
dharti jhume dulhan banke
dali dali lachki jaye
dali dali lachki jaye re
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
ek ujla ek kala par failaaye
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
barkha rut ne zulfe jhatki 
moti bikhre kaliya chatki
barkha rut ne zulfe jhatki 
moti bikhre kaliya chatki
gali gali mahki jaye
gali gali mahki jaye re
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
ek ujla ek kala par failaaye
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye
abke baras bhi rut albeli 
saj dhaj ke aayi hai akeli
abke baras bhi rut albeli 
saj dhaj ke aayi hai akeli
koi nahi sathi ha 
koi nahi sathi ha haye re 
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye 
ek ujla ek kala par failaaye
samay ka panchhi udta jaye 
samay ka panchhi udta jaye

Song details

Song video

Watch on YouTube