Roman script

samay ke chakar se jiwan me
koi nahi bach paya chand or 
suraj ko bhi das le samay ki kali
chhaya samaye ne mati mari
to kaikai ne vo aag lagai 
jali ayodhya ram se bichda bharat
jaisa bhai bharat jaisa bhai
samay ki aandhi samay ki 
andhi me ud jaye tinke sa insan re
bhiya samaye bada balwan samaye 
bada balwan re bhiya samay bada balwan

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Rajesh Khanna, Bharat Bhushan, Moushumi Chatterjee