Roman script

har ek parinde ko jana kaha kya pata 

jana kaha tha chal pada ab wo kaha 

ye safar safar ye tera 

is safar mein hai kya 

yaha hai gahara samandar 

is chahare ke andar 

yaha hai khushiya sabhi jo 

dekhi maine bah kar

yaha hai gahara samandar 

is chahare ke andar 

yaha hai khushiya sabhi jo 

dekhi maine bah kar

pairo ke nishan ret pe chhute jaye hai 

aasma mein badal akele aage badhe 

pairo ke nishan ye ret pe chhute jaye hai 

aasma mein badal akele aage badhe 

ped yaha dhundhle dhundhle se

parchhaiya bhi yaha dikhe 

yaha hai gahara samandar 

is chahre ke andar 

yaha hai khushiya sabhi jo 

dekhi maine bah kar

Explore this song