Roman script
samjhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai samjhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai mere mehbub ki tuti hui chudi ka tukada hai mere mehbub ki tuti hui chudi ka tukada hai samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai meri nazro se dekho to wo mere dil ka tukada hai meri nazro se dekho to wo mere dil ka tukada hai tere mehandi lage haatho me jab chudi khanakti hai to is gori kalaai me ye dil banke dhadakti hai ye dil banke dhadakti hai, ye dil banke dhadakti hai ye chudi aashiko ko pyar ke nagme sunaati hai suhani raat ki khaamoshiyo me heer gaati hai ye chudi heer gaati hai, ye chudi heer gaati hai zami par jo utar aaya ye wo jannat ka nagma hai samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai mere mehbub ki tuti hui chudi ka tukada hai meri nazro se dekho to wo mere dil ka tukada hai mere mehbub jaisa is zamane me nahi koi diya leke bhi dhudho to nahi aisa hasi koi nahi aisa hasi koi, nahi aisa hasi koi kabhi tute se tute na hamare pyar ki dori teri chaahat hi bas mere liye anamol hai gori anamol hai gori, anamol hai gori juda hum tum nahi honge hamara tumse waada hai samajhkar chaand jisko aasma ne dil me rakha hai
Song details
- Singer: Alka Yagnik
- Singer: Vinod Rathod
- Film / album: Baazigar (1993)
- Composer: Anu Malik
- Lyricist: Zafar Gorakhpuri
- Actor: Shahrukh Khan
- Actor: Kajol
- Actor: Shilpa Shetty
- Actor: Rakhee
- Actor: Dalip Tahil
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Siddharth
- Actor: Anu Malik
- Actor: Vinod Rathod
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Adi Irani
- Actor: Charlie
- Actor: Krish Malik
- Actor: Johny Lever
- Actor: Resham Tipnis
- Actor: Sumeet
- Actor: Raju Shrivastava
- Actor: Dinyar Contractor
- Actor: Manmouji
- Actor: harpal
- Actor: Amrut Patel
- Actor: Asha Singh
- Actor: Mahesh Bhatt
Song video
singer: Alka Yagnik, Vinod Rathod
actor: Shahrukh Khan, Kajol, Shilpa Shetty