Roman script

samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
yahan pe thokar kadan kadam hai 
yahan pe thokar kadan kadam hai 
samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
laga le malik se lou jara tu 
laga le malik se lou jara tu 
jaga le khud ko ke raat kam hai 
jaga le khud ko ke raat kam hai 
samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
yahan pe thokar kadan kadam hai 
yahan pe thokar kadan kadam hai 
samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
yahan ka jhuta hai pyar baba 
hai pyar baba 
jo ho sake man ko maar baba 
hai char din ki bahar baba 
hai char din ki bahar baba 
kahi pe khushi hai kahi pe gam hai 
kahi pe khushi hai kahi pe gam hai 
samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
yahan pe thokar kadan kadam hai
yahan pe thokar kadan kadam hai  
samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
na din hai apna na raat apni 
ho sunaye ab kisko baat apni 
jo maar dalo to gam nahi hai 
jo maar dalo to gam nahi hai 
jo jine do to bada karam hai 
jo jine do to bada karam hai 
samajh na duniyan ko ghar khushi ka 
yahan pe thokar kadan kadam hai 
yahan pe thokar kadan kadam hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Asha Bhosle, Lakshmi Roy