Roman script
uski kya adaa hai usi pe dil fida hai uski chaal aise bemisal jaise sama gai vo meri dhadkan mein uski kya adaa hai usi pe dil fida hai uski chal aise bemisal jaise sama gai vo meri dhadkan mein uski ek najar kar gai kya asar jaise samne vo aai mere khwabo mein samai uske husn ka kamal ab usi ka hai khyal ho gya hu mai behal kayamat sama gai vo meri dhadkan mein uski saso ki khushbu bikhri hai charsu mahak utha hai ye chaman khil utha hai mera man uski vo jadugri bijli mijhpe hai giri wo hur hai ya pari uf ye mohabbat sama gai vo meri dhadkan mein
Song details
- Singer: Karan Oberoi
- Singer: Chaitanya Bhosle
- Singer: Siddharth Haldipur
- Singer: Sherrin Varghese
- Singer: Sudhanshu Pandey
- Film / album: Kiss Kis Ko (2004)
- Composer: Leslie Lewis
- Lyricist: Sachin Tyagi
- Actor: Sudhanshu Pandey
- Actor: Bhoomika Puri
- Actor: Karan Oberoi
- Actor: Chaithanya Bhosle
- Actor: Sherin Varghese
- Actor: Siddharth Haldipur
- Actor: Aly Khan
- Actor: Raj Zutshi
- Actor: Aparna Kumar
- Actor: Sherry
- Actor: chintu bhosla
singer: Karan Oberoi, Chaitanya Bhosle, Siddharth Haldipur, Sherrin Varghese, Sudhanshu Pandey