Roman script

salone kya tune prem ka shastra padha

salone kya tune prem ka shastra padha

ho koyi aaye to, mann ko bhaaye to 

hoti hai kya dasha

sunani hai kya sari katha 

sunani hai kya sari katha

salone aa, salone aa

kaisi agan sulagati hai honto mein

kaisa dhua ghir aata hai naino mein

kaisi agan sulagati hai honto mein

kaisa dhua ghir aata hai naino mein

kyun batein karati hai parchhayiyan

kyun aane lagati hai angdayiyan

tan sataye kyun thartharaye kyun

jage kyun kamana

sunani hai kya sari katha

salone aa, salone aa

o chanchal sundari baala, mujhe pata nahi tha

har yug mein janam leti hai yahaan koyi menaka

o prem ka badhan hai aalingan kaise tumse kahun

prem sandesa hota hai chumban isme sankoch kyun

yeh jo suwidha hai woh hi duwidha hai

isako kahu aur kya

sunani hai kya sari katha

salone kya tune prem ka shastra padha 

salone kya tune prem ka shastra padha

ho koyi aaye to, mann ko bhaaye to 

hoti hai kya dasha

sunani hai kya sari katha

sunani hai kya sari katha

Explore this song