Roman script

arz kiya hai
kafas me mayyasar sahiyabudana 
kafas me mayyasar sahiyabudana 
magar aashiyana hai phir aashiyana 
magar aashiyana hai phir aashiyana
kayamat kisi din yahi se uthegi 
kayamat kisi din yahi se uthegi
kayamat kisi din yahi se uthegi
salamat rahe aapka aastana
salamat rahe aapka aastana 
mulayja farmaiye
ajab cheej hai daastan-e-muhabbat
ajab cheej hai daastan-e-muhabbat
ajab cheej hai daastan-e-muhabbat
kaho toh haqiqat suno toh fasana 
kaho toh haqiqat suno toh fasana 
kaho toh haqiqat suno toh fasana
lyrics typed by: neha gupta

Song details

Song video

Watch on YouTube