Roman script

laakh iss dil ko humne samajhaya

dil yaha phir bhi humko le aaya, salaam salaam

tumhari mehfil me aa gaye hai 

tumhari mehfil me aa gaye hai, toh kyun naa hum yeh bhi kaam karle

salaam karne ki aarju hai

salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

tumhari mehfil me aa gaye hai, toh kyun na hum yeh bhi kaam karle

salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

yeh dil hai jo aa gaya hai tum par, wagar naa sach yeh hai banda parwar

jise bhi hum dekh le palat kar 

jise bhi hum dekh le palat kar, usi ko apna gulaam karle

salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

bahot si baate hai tumko kehni, bahot si baate hai humko kehni

kabhi jo tanha milo kahi tum 

kabhi jo tanha milo kahi tum, toh baate hum yeh tamaam karle

salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

woh laila majnu ki ho mohabbat, ke shiri farhad ki ho ulfat 

jaraa si tum jo dikhaao jurrat

jaraa si tum jo dikhaao jurrat, toh hum bhi unn jaisa naam karle

tumhari mehfil me aa gaye hai, toh kyun naa hum yeh bhi kaam karle

salaam karne ki aarju hai, idhar jo dekho salaam karle

Explore this song