Roman script

saki bhar de jaam saki bhar de jaam

gunguru bandh ke aayi sham aaja ho jaye badnam 

kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

saki bhar de jaam gunguru bandh ke aayi sham 

aaja ho jaye badnam kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

mausam bhi hai moka bhi hai

saki bhar de jaam gunguru band ke aayi sham 

kal ka suraj kisne dekha raat ka rang jamaye

sabse achi hai masti masti me kho jaye

o duniya chahe de iljaam humko duniya se kya kaam

aaja ho jaye badnam kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

saki bhar de jaam gunguru band ke aayi sham 

aaja ho jaye badnam kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

nach rahe hai paimane aur jhum raha hai maykhana

tere liye rakha hai bachakar le le dil diwana

o likh gayi sab kuch tere naam aur fir bik jaye bedaam

aaja ho jaye badnam kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

saki bhar de jaam gunguru band ke aayi sham 

aaja ho jaye badnam kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

mausam bhi hai moka bhi hai

saki bhar de jaam gunguru band ke aayi sham 

aaja ho jaye badnam kyonki mausam bhi hai moka bhi hai

o mausam bhi hai moka bhi hai

Explore this song