Roman script

saheba jashne tarab

saaz mubarak bashad

jalwe aeshj aagaz mubarak bashad

sakiya sakiya

sakiya bahar aayi jhum jhum

sakiya bahar aayi jhum jhum

rut hain diwani jaise nayi ho jawani

rut hain diwani jaise nayi ho jawani

bhawara lubhaye kali chum chum sakiya

sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya

hain zamana shabab par saki

kya khaban hain sharab par saki

o humri kaaklkha pe aakar 

daal de mehtaab par saki

daal de mehtaab par saki

sakiya sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya

sakiya bahar aayi jhum jhum

bhawara lubhaye kali

bhawara lubhaye kali chum chum sakiya

sabka ye husn mile jaam pe jaam chale

pyar ki bhasm saje, murjhaye dil bhi khile

kamsini teri sahar sun to ae shokhe najar

kamsini teri sahar sun to ae shokhe najar

mausame gul hain game zid ke sahne wale

aish kar aish yaha

kahte hain kahne wale

karle kuch sair ae chaman

karle kuch sair ae chaman

daur ae khiza ae pahle

sabka ab kahan is rang pe rahne wale

mast hain hawaye jaise pyar ki ho raahe

mast hain hawaye jaise pyar ki ho raahe

dilwa le jaye jaha ghum ghum

sakiya bahar aayi jhum jhum sakiya

sakiya, aa sakiya

Explore this song