Roman script

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

mai jaan gaya

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

nainan path se kiye kiyandar tune sajan basayo

nainan path se kiye kiyandar tune sajan basayo

tablo sari chali chaturi bedh na koi payo

tablo sari chali chaturi bedh na koi payo

par jab chali siyaman bas chale

batiya sab sakhiya pehchan gayi

par jab chali siyaman bas chale

batiya sab sakhiya pehchan gayi

jaan gayi sab jaan gayi

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

nain ishara na kare mukh na bole bain

karni kar der hai jab man ho bechain 

nain ishare na kare mukh na bole

karni sab kar dete hai jab man ho bechain

agar na kar tore sang ki saheli

agar na kar tore sang ki saheli

sathi teri piya ko maan gayi

sathi teri piya ko maan gayi

jaan gayi sab jaan gayi

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

sakhi tori chaturiya sab jaan gayi

Explore this song