Roman script

sakhi sapno me

ho sakhi sapno me saajan aaya

mere naino me aake samaya

sakhi sapno me

ho sakhi sapno me saajan aaya

mere naino me aake samaya

mere praano ko aake jagaya

mere praano ko aake jagaya

sakhi sapno me

ho sakhi sapno me saajan aaya

mere naino me aake samaya

ho jaise baadal gambhir

jaise jharne ka neer

ho jaise baadal gambhir

jaise jharne ka neer

jaise tarkash ka teer 

jaise ran me ranveer

aise rasiya ne ho 

aise rasiya ne ras barsaaya

mere man ke kamal ko khilaya

sakhi sapno me

ho sakhi sapno me saajan aaya

mere naino me aake samaya

jaise chanchal chakor

kare chanda se preet

jaise matwala mor gaaye saawan ka geet

jaise chanchal chakor

kare chanda se preet

jaise matwala mor gaaye saawan ka geet

aise chhaliya ne, ho aise chhaliya ne man ko lubhaya

mere naino ko aake nachaya

sakhi sapno me

ho sakhi sapno me saajan aaya

mere naino me aake samaya

sakhi sapno me

ho sakhi sapno me saajan aaya

mere naino me aake samaya

Explore this song