Roman script

aaya aaya aaya aaya aaya

sakhi aaya sawan aaya aaya sawan aaya

badal ne gesu khola

badal ne gesu khola ban mast masiha bola

bhawre ne bhawre ne saaj uthaya koyal ne geet sunaya

cham cham barsa aaya aaya aaya aaya aaya

sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya

mujh par bhi jawani aayi

mujh par bhi jawani aayi mujh par bhi jawani aayi

har say pe jawani aayi har say pe jawani aayi

kya thandi hawaye hai mastana ghataye hai

kya thandi hawaye hai mastana ghataye hai

bundo pe barasne me bhawro ki sadaye hai

bundo pe barasne me bhawro ki sadaye hai

bhawro ne shor machaya aaya aaya aaya aaya

sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya

bijli ke sath jhak ye badal ghire hue

bijli ke sath jhak ye badal ghire hue

pedo ki daaliyo me ye jhule pade hue

pedo ki daaliyo me ye jhule pade hue

ha geet khushi ke gate jao mil kar jhula jhulo

ha geet khushi ke gate jao mil kar jhula jhulo

chhed chhad ki rut aayi hai dunia ke gum bhulo

chhed chhad ki rut aayi hai dunia ke gum bhulo

ye bahar ka hai zamana ye bahar ka hai zamana

ye bahar ka hai zamana ye bahar ka hai zamana

sawan me rang jamaya aaya aaya aaya aaya aaya

sakhi aaya sawan aaya sakhi aaya sawan aaya

sakhi aaya sawan aaya

Explore this song