Roman script

o babul, o maiya, o bhaiya, o sakhiya 

o babul, o maiya, o bhaiya, o sakhiya, o sakhiya

aangan galiya chaubara, chhod  chali bachpan sara

aangan galiya chaubara, chhod  chali bachpan sara

teri sonpari kis or chali, kis or chali

sajna tere, sajna tere pyar me ham pardesi ho gaye re

ham pardesi ho gaye re

sajna tere pyar me ham pardesi ho gaye re

ham pardesi ho gaye re, ho gaye re, ho gaye re, ho gaye re

hey sajni tujhko dekhake, kitne kaware mar gaye re

kitne kaware mar gaye re

sajni tujhko dekhake, kitne kaware mar gaye re

kitne kaware mar gaye re, mar gaye re, mar gaye re, mar gaye re

sajna tere pyar me ham pardesi ho gaye re, ham pardesi ho gaye re

ghar ki mitti, dil ki chhiththi roke tera daman

mehandi haldi bindiya kajal badle tera jivan

o sajan tu le gaya mann, o sajan tu le gaya mann 

aankho se keh do, aankho ki sunle aaya hai mauka sathi chunle

mai tujhe kya kahu, khud ko bhi kya kahu palke ye chhalke

haay kya karu, haay kya karu, haay kya karu

sajna tere, sajna tere pyar me ham pardesi ho gaye re

ham pardesi ho gaye re

ghar ki mitti, dil ki chhiththi roke tera daman

mehandi haldi bindiya kajal badle tera jivan

o sajan tu le gaya mann, o sajan tu le gaya mann 

o meri gudiya, pehnengi chudiya hamko lagegi suni suni duniya

ha yahi sanjog hai, pyar bhi ek jog hai jane tu, janu mai

koi kya kare, koi kya kare, koi kya kare

sajni tujhko, are sajni tujhko dekhke kitne kaware mar gaye re

kitne kaware mar gaye re, mar gaye re, mar gaye re, mar gaye re

sajna tere pyar me ham pardesi ho gaye re, ham pardesi ho gaye re

chhap tilak sab chhin li mose naina milake re

chhap tilak sab chhin li mose naina milake re

naina milake re oh

naina milake re naina milake, naina milake re

chhap tilak sab chhin li mose naina milake re 

chhap tilak sab chhin li mose naina milake re

kya dil ne kaha, kya tumne suna 

kya dil ne kaha, kya tumne suna

kya dil ne kaha, kya tumne suna

kya dil ne kaha, kya tumne suna

Explore this song