Roman script

sajna sath nibhana, sajna sath nibhana

sathi meri baharo ke, rah me chhod na jana

sajna sath nibhana , sajna sath nibhana

sathi meri baharo ke, rah me chhod na jana

sajna sath nibhana

aake chala jaye zamana jo bahar ka

phul murjhaye na tere mere pyar ka

aake chala jaye zamana jo bahar ka

phul murjhaye na tere mere pyar ka

aaj ki bate sajna, aaj ki bate sajna

bhul na jana bhul na jana

sajna sath nibhana, sajna sath nibhana

sathi meri baharo ke, rah me chhod na jana

sajna sath nibhana

waise to hazaro najare meri rah me

ek bas tu hi samaya hai nigah me

waise to hazaro najare meri rah me

ek bas tu hi samaya hai nigah me

pyar ki rashme sajna

pyar ki kasme sajna

bhul na jana bhul na jana

kisne sath nibhaya, kisne sath nibhaya

dil ko ek khilona samjha

khela aur thukraya

kisne sath nibhaya

kaha ke ye wade ye kasme kaha ki

kaha hai wo dunia ye bate hai jaha ki

kaha ke ye wade ye kasme kaha ki

kaha hai wo dunia ye bate hai jaha ki

jhuthi nagri jhuthe jogi

preet bhi sachi kaise hogi

acha dhong rachaya, acha dhong rachaya

kisne sath nibhaya, kisne sath nibhaya

dil ko ek khilona samjha

khela aur thukraya 

kisne sath nibhaya, kisne sath nibhaya

Explore this song