Roman script

sajana ke samne mai to rahungi chup

sajana ke samne mai to rahungi chup

ha ha sajana ke samne mai to rahungi chup

bol uthi aankhiya to kya hoga haye haye kya hoga 

bol uthi aankhiya to kya hoga haye haye kya hoga 

aankhiyo me chha gaya nasha bhiga bhiga 

aankhiyo me chha gaya nasha bhiga bhiga

jan gayi sakhiya to kya hoga haye haye kya hoga jan gaye 

raato ko raato ha ha raato ko

raato ko udd udd ke kahti hai nindiya

teri kab lagegi mere mathe pe bindiya

man ki abhi tak man me chhupi hai

fail gai fail gai batiya to kya hoga haye haye kya hoga 

sajana ke sajana ke samne mai to rahungi chup chup

aisi lagi kaisi lagi ha ha aisi lagi

aisi lagi aag mere sine me prit ki

haye yaad aye ghadi ghadi angte ki mit ki

din to gujarungi kar kar ke baatiya 

gujari na gujari na ratiya to kya hoga haye haye kya hoga 

sajana ke samne mai to rahungi chup chup

chori chori chori chori ha ha chori chori

chori chori sapane me aata hai koi

uske khyalo me rahu khoyi khoyi

ban ke diwani likh di jo maine

pakadi gayi pakadi gayi batiya to kya hoga

haye haye kya hoga 

sajana ke sajana ke samne mai to rahungi chup chup

sajana ke samne mai to rahungi chup chup

bol uthi aankhiya to kya hoga haye haye kya hoga 

bol uthi aankhiya to kya hoga haye haye kya hoga 

bol uthi aankhiya to kya hoga haye haye kya hoga kya hoga

Explore this song