Roman script

kaise saans chalegi kaisse raat kategi 

kaise ji mai sakunga tere bin 

sajna teri judaai mainu raas naa aayi 

lagdi duniya paraayi tere bin 

kismat ne meri aisa kyu kiya 

jo kabhi na bhare wo jakhm kyu diya 

hai naseeb mera ya hai koi saja 

deke saari khushi phir ye gum kyu diya 

kyu milaaye tu do dilo ko jab karna hai juda 

kyu milaaye tu do dilo ko jab karna hai juda 

har yaad teri de rahi hai sada 

ab paas ho tu bas yahi hai duaa 

kya kasur mera wo mujhe naa mila 

jo mera tha kabhi wo raha naa mera 

dil ye maange duaaye sun le meri sadaaye 

kaise ji mai sakunga tere bin 

sajna teri judaai mainu raas naa aayi 

lagdi duniya paraayi tere bin 

hai tera ye rishta ruh se kya 

ki tere bin mai hu bas jala 

jaana tujhe to khud se hu mila 

kyu khud se hi chhut mai raha 

kaise saans chalegi kaisse raat kategi 

kaise ji mai sakunga tere bin 

sajna teri judaai mainu raas naa aayi 

lagdi duniya paraayi tere bin

kaise saans chalegi kaisse raat kategi 

kaise ji mai sakunga tere bin 

sajna teri judaai mainu raas naa aayi 

lagdi duniya paraayi tere bin

Explore this song

Song video

Watch on YouTube