Roman script

sajan tumse pyar ki ladayi me

sajan tumse pyar ki ladayi me 

tut gai chudiya kalayi me, kalayi me

tut gai chudiya kalayi me 

tut gai chudiya kalayi me 

janam tumse pyar ki ladayi me

janam tumse pyar ki ladayi me 

jaga mai akela rajayi me, rajayi me

jaga mai akela rajayi me 

jaga mai akela rajayi me 

pal pal har pal teri lagan, teri adaaye le gai man

gore gore haatho pe mehndi ka rang

us pe yeh sharmane ka dhang

us pe yeh sharmane ka dhang  

han mai sharmayi pyar ki ladayi me

tut gai chudiya kalayi me, kalayi me

tut gai chudiya kalayi me 

tut gai chudiya kalayi me 

bechaini tadpaati rahi, chandni dil dhadkaati rahi

sine pe bijli si chali, karwat leke raat dhali 

karwat leke raat dhali 

nindiya na aai pyar ki ladayi me

jaga mai akela rajayi me, rajayi me

jaga mai akela rajayi me

jaga mai akela rajayi me  

janam tumse pyar ki ladayi me

jaga mai akela rajayi me, rajayi me

jaga mai akela rajayi me 

jaga mai akela rajayi me 

tut gai chudiya kalayi me 

tut gai chudiya kalayi me

Explore this song